Play: Mujhe Dushman Ke Bachchon ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachchon Ko Parhana Hai Lyrics In Hindi
क़लम की जो जगह थी वो वही है
पर उसका नाम तक बाकी नहीं
क़लम की नोक पे नुक़्ता है कोई
जो सच है वो भला रुकता है कोई
वो जिस बचपन ने थोड़ा और जीना था
वो जिसने माँ तुम्हारा ख्वाब छीना था
मुझे माँ उससे बदला लेने जाना है
मुझे दुश्मन के बच्चों को पढ़ाना है -2
मुझे माँ उससे बदला लेने जाना है
मुझे दुश्मन के बच्चों को पढ़ाना है -2
वो किस को सोच के सोती नहीं माँ
किताबें देख के रोती रही माँ
है किस की वापसी की राह तकते ?
ये दरवाज़ा बाबा खुला क्यों रखते
वो जो सारी ही नज़रों से गिरा था
न था इंसान ना जिसका खुदा था
मुझे माँ उससे बदला लेने जाना है
मुझे दुश्मन के बच्चों को पढ़ाना है -2
मुझे माँ उससे बदला लेने जाना है
मुझे दुश्मन के बच्चों को पढ़ाना है -2
जो डर के सामने हसता गया है
जो अपना छोड़ कर बस्ता गया है
कह इक ऐसी कहानी लिख गया वो
किताबों में कहानी रख गया वो
जो मा को चूमने वाला लहू था।
वो जिसने खवाब का भी खून किया था
मुझे माँ उससे बदला लेने जाना है
मुझे दुश्मन के बच्चों को पढ़ाना है -2
मुझे माँ उससे बदला लेने जाना है
मुझे दुश्मन के बच्चों को पढ़ाना है -2
Mujhe Dushman Bachchon Ko Download PDF in Hindi
Mujhe Dushman Ke Bacchon Ko Parhana Hai Lyrics In English
Qalm Ki Jo Jagah thee Wo Wahee Hai
Par Us Ka Naam Tak Baqi Nahin Hai
Qalam Ki Nok Peh Nukta Hai Koi
Jo Such Ho Woh Bhala Rukta Hai Koi
Woh Jis Bachpan Nay Thora Or Jeena Tha
Woh Jis Nay Maan Tumhara Khwaab Chhena Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai-2
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai-2
Wo Kis Ko Soch Kay Soti Nahin Maan
Kitabein Dekh Kay Roti Rahi Maan
Hai Kis Ki Wapsi Ki Raah Taktay?
Ye Darwaza Baba Khula Kiyun Rakhtay?
Wo Jo Sari Hi Nazron Se Gira Tha
Na Tha Insaan Na Jis Ka Khuda Tha..
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai-2
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai-2
Jo Darr Ke Samnay Hasta Gaya Hai
Jo Apna Chhor Kar Basta Gaya Hai
Keh Ik Aisi Kahani Likh Gaya Woh
Kitabon Mein Nishani Rakh Gaya Woh
Jo Maan Ko Choomnay Wala Lahu Tha
Woh Jis Nay Khwaab Ko Bhi Khoon Kiya Tha
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai-2
Mujhe Maa Us Se Badla Lene Jana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai-4
Mujhe Dushman Bachchon Ko Download PDF in English
क्रिकेट सम्बन्धी जानकारी के लिए यहाँ क्लिक करें >>> क्रिकेट नेशन